Monday, 10 April 2017

How to change facebook name before 60 days

Hello dosto mera name Rajan kumar hai. Mai aaj aap logo ko btaunga ki kaise aap 60 days se pahle facebook name change kar sakte hai vo bhi mobile se.



(1) step -->> Dosto sabse pahle aapko uc browser ya opera mini se apni id log in kar leni hai.

(2) step -->> Firr aapko ye waali link address baar mai search karni hai www.facebook.com/hacked

(3) step -->> usske baad facebook aapse new password shoose karne ko bolega

(4) step -->> new password select karne ke baad facebook aapse name select karne ko bolega and aap apna name choose karke save kar sakte hai

Dosto agar aapko samjh nhi aaya ho to aap video dekhkar bhi sikh sakte hai. Video dekhne ke liye video par click kare.

Sunday, 9 April 2017

How to change facebook date of birth before limit.

Hello dosto mera name Rajan Kumar hai. Mai aaj aap sab logo ko btaunga ki kaise aap facebook mai date of birth change kar sakte hai jab aapke facebook par limit lagi ho. To chaliye dosto shuru karte hai.




(1) Step -->> Sabse pahle aapko apne phone mai uc browser ya opera mini mai apni facebook ID log in kar leni hai.

(2) Step -->> Usske baad aapko yha iss link ko click kar lena hai https://www.facebook.com/date/of/birth/change

(3) Step -->> Ab aapne jo aapka date of birth hai vo dalkar aur koi reason select karke sand kar de usske baad aapka date of birth kuchh hi hour mai thik ho jayega dosto.
Dosto aap video dekh kar bhi sikh sakte hai
Video dekhne ke liye video play par click kare.




How to make Singal name facebook ID

Hello dosto mera name Rajan kumar hai mai aaj aap sab logo ko sikhaunga ki kaise aap easily apne phone se facebook ka name singal kar sakte hai to chliye shuru karte hai.


(1) Step -->> Sabse pahle aapko uc browser se apni facebook account log in kar leni hai.

(2) Step -->> Ab aapko apne facebook ki setting par jaana hai.

(3) Step -->> setting mai click karne ke baad aapko voha General par click karna hai aur usske baad name par.


(4) Step -->> Name par click karne ke baad aapko apne facebook ki language tamil mai change kar deni hai.

(5) ab aapko wapas name waale option par jaakar first name choose kar leni hai baaki box khaali rakhkar save kar deni hai.

Ab aapki facebook id singal name mai ho chuki hai and dosto aap video dekh kar bhi sikh sakte hai video dekhne ke liye niche video par click kare aur video dekhe.


Saturday, 8 April 2017

How to permanently delete facebook account from mobile.

Hello dosto mera name rajan kumar hai aaj mai aap logo ko btaunga ki kaise aap apne facebook account ko mobile se permanently delete kar sakte hai.






(1) step --> sabse pahle aapko apne facebook account ko apne phon mai kisi bhi browser (uc browser or opera mini) se log in kar lena hai.

(2) step --> ab aapko iss link ko yhi se open kar leni hai---> https://www.facebook.com/help/delete_account <<--

(3) step --> usske baad aap voha apni password dalkar submit kar dena.

Ab aapko 14 days se pahle apni id log in nhi karni hai agar aapne 14 days se pahle log in kiya to aapka account delete nhi hogi but agar 14 days ke baad aap log in kroge to aapki id log in nhi hogi iska matlab aapki id permanently delete ho chuki hai.

Aap video dekh kar bhi sikh sakte hai